Hello friends, Is post me hum baat karnege ki apne Android phone ko garam hone se kaise bachaye. Yadi apka adroid phone bhi use karne ke samay overheat ya garam ho jata hai to aise me apko satark ho jana chahiye or isse bachne ke upay khojne chahiye.
Ye post isi problem ka solution dene wali hai. Isliye aap is post ko complete pade taki aap bhi jaan sake ki apne Android Phone ko garam hone se kaise bachay. To ayiye is problem ko door karne ke kuch upay ke bare me vistar se jane:-
Isliye phone ko overheating se bachane ke liye sabse pahle uske plastic case ko hata dena chahiye taki phone ke andar ki garmi bahar nikal sake.
Isliye phone ko kuch der airplane mode par rakhne ke baad dekhe ki kya ye ab bhi utna hi garam hai. Ummid hai ki isse apka phone jaldi normal temprature me aa jayega.
Read also:
# Mobile Phone ko fast charge kaise kare?
# Mobile Phone ki battery life kaise badaye?(Top 10 Tips)
# Phone ko Hang ya Slow hone se kaise bachaye?
At Last:
To friends agar apko ye post pasand aya ho to ise apne dosto ko bhi share kare. Sath hi agar apke koi sujhav ya sawal ho to hume comment karke jarur bataye.
Thanks for visit here...
Read also:
# Smart phone kharidte samay kin bato ka dhyan rakhe?
# Copyrighted free Images download kaise kare?
# PUBG game kya hai, Ise kaise khele?
Ye post isi problem ka solution dene wali hai. Isliye aap is post ko complete pade taki aap bhi jaan sake ki apne Android Phone ko garam hone se kaise bachay. To ayiye is problem ko door karne ke kuch upay ke bare me vistar se jane:-
Android Phone ko garam hone se kaise bachaye | Phone Overheating Solution |
Android Phone ko garam hone se kaise bachaye?
1- Phone ka case(back cover) hataye:
Humme se jyadatar logo ne apne phone me plastic ke case lagaye hote hai. Ye plastic ke case phone ko insulated kar dete hai jisse undar ki heat phone ke bahar nahi nikal pati hai or aise me phone lagatar garam hone lagta hai.Isliye phone ko overheating se bachane ke liye sabse pahle uske plastic case ko hata dena chahiye taki phone ke andar ki garmi bahar nikal sake.
2- Wifi and GPS off kare:
Kayi baar Wifi and GPS ka jyada lambe samay tak use karne se bhi phone garam hone lagta hai. Isliye kuch samay ke liye apne phone ka Wifi and GPS band kar de or pata kare ki iske baad bhi phone overheat ho raha hai ya nahi.3- Background Apps close kare:
Mobile ke backgroud me chal rahe unwanted Apps apka data bhi consume karte hai or phone ko overheat bhi kar dete hai. Isse bachne ke liye aap turant apne phone ke background apps ko clean kare. Esi problem se bachne ke liye aap un apps ko apne phone se hi delete kar de jo aksar apke kaam hi nahi aate.4- Airplane Mode on kare:
Airplane mode on kar dene se apka phone kisi bhi type ki network connectivity se door ho jata hai, jiske karan phone kisi bhi signal ko pakad nahi pata hai or phone na to jyada battery use karta hai or na hi garam hota hai.Isliye phone ko kuch der airplane mode par rakhne ke baad dekhe ki kya ye ab bhi utna hi garam hai. Ummid hai ki isse apka phone jaldi normal temprature me aa jayega.
Read also:
# Mobile Phone ko fast charge kaise kare?
# Mobile Phone ki battery life kaise badaye?(Top 10 Tips)
# Phone ko Hang ya Slow hone se kaise bachaye?
5- Display Brightness kam kare:
Smart phone ka display brightness jyada rakhne se bhi phone jyada garam hone lagta hai. Isliye humesha phone ka brightness 60% ya usse kam hi rakhe.6- Camera Resolution kam kare:
Kayi baar camera ka resolution bhi phone ko over heat kar sakta hai. Ese me video shoot karne ke doran bhi screen resolution kam kar de taki video bhi jyada lamba shoot ho sake or phone bhi jyada garam na ho.7- Jyada der tak phone pe baat na kare:
Aksar jyada der tak phone pe baat karne se bhi phone over heat hone lagta hai. Isliye humesha koshish kare ki call ko jaldi hi samapt kar diya jaye.8- Direct sunlight/ Hot place se door rakhe:
Apne phone ko direct sunlight se bachaye or na hi kabhi ise garam jagah par rakhe kyunki esa karne se phone jaldi garam hone lagta hai. Iska alawa phone ko kabhi bhi garam jagah par rakhkar charging na kare.9- Phone Switch Off kare:
Ye sabse antim or kargar upay hai. Yani agar apka phone kuch jyada hi garam ho gaya hai ya aap ise turant cool position me lana chahte hai to apko ise turant switch off kar dena chahiye.10- Unwanted Apps uninstall kare:
Apne phone me un apps ka pata lagaye jinhe aap jyadatar use nahi karte hai. Ye ek tarah se apke liye unwanted apps hi hai jo ki apke phone ki memory or battery ko bhi use karte rahte hai.11- Ek sath multiple Apps use na kare:
Kayi baar hum apne phone me ek sath multiple programmes open kar lete hai jo ki lagatar phone ke run hote rahte hai jinke karan bhi mobile overheat hone lagta hai. Isliye humesha kaam ke apps hi open kare or baki background apps off kar de.At Last:
To friends agar apko ye post pasand aya ho to ise apne dosto ko bhi share kare. Sath hi agar apke koi sujhav ya sawal ho to hume comment karke jarur bataye.
Thanks for visit here...
Read also:
# Smart phone kharidte samay kin bato ka dhyan rakhe?
# Copyrighted free Images download kaise kare?
# PUBG game kya hai, Ise kaise khele?
0 Comments