Hello Friends, is post me aap janenge ki blog me Image optimization kya hai or image optimize kaise kare. Sabhi blogger ye hi chahte hai ki unki sabhi blog post search result me top pe aaye. Iske liye vo post ko SEO ke hisab se behtar banane ki koshish karte hai. Isliye post ka good SEO karne ke liye jaruri hai ki usme use ki jane wali image ka bhi SEO kiya jaye.
Isliye image optimization ki jankari hona bahut hi jaruri hai taki apki post or images search result me top par show ho sake. To aayiye jante hai ki Image optimization kya hai or image optimize kaise kare.
Isliye short me hum yeh kah sakte hai ki image ko search result me lane ke liye kiye jane wale kaam ko hi image optimization kahte hai.
Iske sath hi user experiance bhi badta hai jiske karan apke blog par visiter jyada time tak rukenge.
Or aap chahe to google se copyright free images bhi download karke use kar sakte hai.
# Copyright free images download kaise kare?
Isliye apko apne blog post me jarurat ke hisab se hi images use karni chahiye Lekin har ek post me 1 image to jarur add kare. Yadi apko post me jyada image use karni ho to ye jaruri hai ki apki post me text bhi jyada ho. Agar aap 1000 words ki post likhte ho to usme aap 4-5 images se jyada use na kare.
Ye bhi pade:
# SEO friendly blog post kaise likhe?
# Blog post publish karne ke baad kya kare?
# Adsense account approve karane ki best tricks.
Image ko compress karne ke liye aap kisi bhi online tool ka use kar sakte hai. Jaise - http://compressimage.toolur.com/
1- Net connection slow hone ke karan jab apki post ki images show nahi ho pati hai to us image ki jagah par image me add kiya gaya alt tag show hota hai jiske karan user ye samajh jata hai ki us jagah par kya hona chahiye.
2- Jab search engine apki site ko crawl karte hai to ye alt tag us image ko samajhne ke liye search engine ki help karte hai. Esa isliye hota hai kyunki apne us iamge me alt tag ke roop me keywords set kiye hue hai.
Yani kahne matlab hai ki hume alt tag ki jagah par us image se related useful keywords add karne chahiye.
3- alt tag ke karan hi images different types me classified ho pati hai. jiske karan jab hum kisi bhi type ki image search karte hai to kewal usi se related images humare samne show ho pati hai.
At Last:
To friends ab aap ye samjh gaye honge ki image optimize kya hai or Image optimize kaise kare.
Is post ko apne friends ke sath bhi share kare taki unhe bhi iski jankari mil sake. Agar is post se related apke koi sawal ya sujhav ho to hume comment karke jarur bataye. Or isi tarah ki post ki notification ke liye aap humare is blog ko subscribe kare.
Thanks for visit here...
Ye bhi pade:
# Adsense account disapprove kyu hota hai?
# Kam samay me ek successful blogger kaise bane?
# Http and https kya hota hai?
Isliye image optimization ki jankari hona bahut hi jaruri hai taki apki post or images search result me top par show ho sake. To aayiye jante hai ki Image optimization kya hai or image optimize kaise kare.
Image optimization kya hai | Image optimize kaise kare |
Image optimization kya hai?
Image ko google ya kisi bhi search engine dwara pahchanne ya samjhne ke liye kuch ese tarike use kiye jate hai jinhe hum image optimization kahte hai. Google kisi bhi image ko tab tak nahi samjhta hai jab tak ki us image ko koi title na diya jaye or isi tarah koi bhi image search me tab tak nahi aati hai jab tak us image me sahi se alt tag attribute use na kiya jaye.Isliye short me hum yeh kah sakte hai ki image ko search result me lane ke liye kiye jane wale kaam ko hi image optimization kahte hai.
Image optimize karne ke kya fayde hai?
Image optimize karne se kayi fayede hote hai jaise - apki post ki ranking badti hai or jab koi apki post se related keyword par koi image rearch karta hai to vaha apki post bhi search result me show hogi jisse apke blog par traffic ane ke chance badte hai.Iske sath hi user experiance bhi badta hai jiske karan apke blog par visiter jyada time tak rukenge.
Image optimization kaise kare?
1- Post se related or attractive image use kare:
Jab bhi aap apne blog post me koi image use kare to vo image us post se related hi honi chahiye. Jaise yadi aap kisi laptop ke bare me post likh rahe hai to us post me aap laptop ki koi image use kare. Kisi bhi post ko read karne se pahle user uski image ko dekhta hai. Isliye aap humesha apne blog post me attractive images hi use kare.2- Copyrighted image use na kare:
Copyrighted image kisi bhi blog ke liye sahi nahi hoti hai kyunki isse apki website ko google dwara penalize kiya ja sakta hai or yadi aap apne blog par Adsense ke Ad use karte hai to isse apka Adsense account suspend bhi ho sakta hai. Isliye aap kumesha khud se create ki hui images hi use kare.Or aap chahe to google se copyright free images bhi download karke use kar sakte hai.
# Copyright free images download kaise kare?
3- Jyada images use na kare:
Blog post me jyada images ka use na kare kyunki jyada images use karne se blog ka loading time bad jata hai. Iske alawa jyada images hone ke karan apki blog post me text ki tulna me html part jyada ho jata hai jiske karan apko Google Adsense ka approval bhi nahi mil pata hai.Isliye apko apne blog post me jarurat ke hisab se hi images use karni chahiye Lekin har ek post me 1 image to jarur add kare. Yadi apko post me jyada image use karni ho to ye jaruri hai ki apki post me text bhi jyada ho. Agar aap 1000 words ki post likhte ho to usme aap 4-5 images se jyada use na kare.
Ye bhi pade:
# SEO friendly blog post kaise likhe?
# Blog post publish karne ke baad kya kare?
# Adsense account approve karane ki best tricks.
4- Always use JPG format image:
Ye to aap jante hi hai ki images kayi format me hoti hai jaise- .jpg, .png, .tif, .gif, .bmp, .jpeg, .eps, etc. In sabhi types ki images ki size bhi alag alag hoti hai. Inme se .jpg ya .jpeg format wali image sabse kam size ki hoti hai. Isliye aap humesha blog post ke liye .jpg format wali images hi use kare kyunki kam size ki hone ke karan ye images apke blog ki load timing ko kam karti hai.5- Image ka name add kare:
Aap kabhi image me name add kiye bina use blog post me use na kare kyunki isse search engine apke post ki image ko samajh nahi payega or na hi vo image search me aa payegi. Isliye aap post ke title ke according hi image ka title add kare.6- Image ko compress kare:
Blog post me image add karne se pahle aap check karle ki image ki size kya hai. Yadi image ki size jyada hai to use compress jarur kare. Image ki size 100 KB se kam rakhne ki koshish kare. Isse jyada size wali image use karne ke karan blog ki load timing bad jati hai.Image ko compress karne ke liye aap kisi bhi online tool ka use kar sakte hai. Jaise - http://compressimage.toolur.com/
7- Image me caption add kare:
Image caption ka matlab image ke inche uska title likha hota hai jiske karan user us image ko asani se samajh pata hai ki us image me kya dikhaya gaya hai. Isliye ye jaruri hai ki aap bhi blog post me image add karte samay usme caption add kare.8- Alt tag attribute use kare:
Dosto image me alt tag use karne ke kayi fayede hote hai jaise:-1- Net connection slow hone ke karan jab apki post ki images show nahi ho pati hai to us image ki jagah par image me add kiya gaya alt tag show hota hai jiske karan user ye samajh jata hai ki us jagah par kya hona chahiye.
2- Jab search engine apki site ko crawl karte hai to ye alt tag us image ko samajhne ke liye search engine ki help karte hai. Esa isliye hota hai kyunki apne us iamge me alt tag ke roop me keywords set kiye hue hai.
Yani kahne matlab hai ki hume alt tag ki jagah par us image se related useful keywords add karne chahiye.
3- alt tag ke karan hi images different types me classified ho pati hai. jiske karan jab hum kisi bhi type ki image search karte hai to kewal usi se related images humare samne show ho pati hai.
At Last:
To friends ab aap ye samjh gaye honge ki image optimize kya hai or Image optimize kaise kare.
Is post ko apne friends ke sath bhi share kare taki unhe bhi iski jankari mil sake. Agar is post se related apke koi sawal ya sujhav ho to hume comment karke jarur bataye. Or isi tarah ki post ki notification ke liye aap humare is blog ko subscribe kare.
Thanks for visit here...
Ye bhi pade:
# Adsense account disapprove kyu hota hai?
# Kam samay me ek successful blogger kaise bane?
# Http and https kya hota hai?
6 Comments
badiya post hai boss
ReplyDeleteNice post
ReplyDeleteThanks for visit here Mr. Jai
ReplyDeleteThis is really very nice blog and so informative. Thanks a lot for sharing this article.
ReplyDeletebadiya jankari share ki hai apne image optimize ki.
ReplyDeleteThanks Rovin Bhai
ReplyDelete