Dosto, jab bhi aap internet access karte hai to apne dekha hoga ki koi bhi URL http ya https se start hota hai. To akhir ye http or https kya hai or http and https me kya antar hai. Iska jawab apko is post me milne wala hai.
Jis internet ko hum use karte hai uske piche ek protocol suit kaam karta hai jise hum IP(Internet protocol) kahte hai. Is Internet protocol suit ke antargat kayi sare protocol ate hai jaise- ftp, http, https, pop, bgp, ntp etc. Inme se hum is post me http or https ke bare me baat karenge or ye batayenge ki http and https me kya antar hai?
Iska istemal html me web pages ko computer par transfer karne ke liye hota hai. http ke karan hi client or server ke beech connection ban pata hai. Darasal browser me jab koi URL type kiya jata hai to iska matlab http command ko web server par web page lakar use transmit karne ka nirdesh dena hota hai.
http ki security kamjor hone ke karan ise asani se hack kiya ja sakta hai kyunki isme browser or server ke beech me data incripted nahi hota hai. Isliye jis website ke URL me http laga hota hai us website se kabhi bhi payment gateway ka use na kare or na hi sensitive information send kare.
Iski pahchan karne ke liye aap dekhe ki jab bhi kabhi kisi website ke URL me sabse aage ek green lock ka nishan dikhayi de to vo close hona chahiye or URL https se hi start hona chahiye.
Yadi apko esa hi URL dikhayi de to iska matlab communication encrypted yani secure hai or aap yaha se sensitive data transfer kar sakte hai. Iska use bank ya other financial websites apne customers ki jankari ko secure rakhne ke liye karti hai.
Encrypted connection banane ke liye kisi bhi website ko SSL(Secure Sockets Layer) certificate ki jarurat hoti hai. Ise online purchase kiya ja sakta hai.
At last:
To friends ab aap samajh gaye honge ki http and https kya hai. Agar phir bhi apka koi sawal hai to hume comment karke jaroor bataye or isi tarah ki jankari pane ke liye aap humare is blog ko subscribe jaroor kare.
Thanks for visit here...
Ye bhi pade:
# Digital addiction kya hai, iske kya dusparinam hote hai?
# Internet kya hai? iski shuruat kaise hui?
# Bitcoin kya hai, iski complete janakri?
# Quantum computer kya hai?
Jis internet ko hum use karte hai uske piche ek protocol suit kaam karta hai jise hum IP(Internet protocol) kahte hai. Is Internet protocol suit ke antargat kayi sare protocol ate hai jaise- ftp, http, https, pop, bgp, ntp etc. Inme se hum is post me http or https ke bare me baat karenge or ye batayenge ki http and https me kya antar hai?
http and https kya hai |
http and https kya hai?
http:
HTTP (hipertext transfer protocol) data transfer ke liye ek application protocol hai. Is protocol ke madhyam se hi hum kisi bhi webpage ya website ko internet ke dwara access kar pate hai. http ek tarah se web pages ka data communication standard hota hai.Iska istemal html me web pages ko computer par transfer karne ke liye hota hai. http ke karan hi client or server ke beech connection ban pata hai. Darasal browser me jab koi URL type kiya jata hai to iska matlab http command ko web server par web page lakar use transmit karne ka nirdesh dena hota hai.
http ki security kamjor hone ke karan ise asani se hack kiya ja sakta hai kyunki isme browser or server ke beech me data incripted nahi hota hai. Isliye jis website ke URL me http laga hota hai us website se kabhi bhi payment gateway ka use na kare or na hi sensitive information send kare.
https:
https(hiper text transfer protocol secure) http ka hi surakshit version hai. Isme browser or website ke beech ke sabhi connection encrypted hone ke karan secure hote hai.Iski pahchan karne ke liye aap dekhe ki jab bhi kabhi kisi website ke URL me sabse aage ek green lock ka nishan dikhayi de to vo close hona chahiye or URL https se hi start hona chahiye.
Yadi apko esa hi URL dikhayi de to iska matlab communication encrypted yani secure hai or aap yaha se sensitive data transfer kar sakte hai. Iska use bank ya other financial websites apne customers ki jankari ko secure rakhne ke liye karti hai.
Encrypted connection banane ke liye kisi bhi website ko SSL(Secure Sockets Layer) certificate ki jarurat hoti hai. Ise online purchase kiya ja sakta hai.
At last:
To friends ab aap samajh gaye honge ki http and https kya hai. Agar phir bhi apka koi sawal hai to hume comment karke jaroor bataye or isi tarah ki jankari pane ke liye aap humare is blog ko subscribe jaroor kare.
Thanks for visit here...
Ye bhi pade:
# Digital addiction kya hai, iske kya dusparinam hote hai?
# Internet kya hai? iski shuruat kaise hui?
# Bitcoin kya hai, iski complete janakri?
# Quantum computer kya hai?
2 Comments
Achhi jankari share ki hai aapne.
ReplyDeleteThanks Srushti ji
ReplyDelete