Hello friends' Is post me hum baat karne wale hai ki Adesense account disapprove kyu hota hai? Agar aap ek blogger ya youtuber hai to apko ye to pata hi hoga ki Google Adsense account kitna important hota hai. Vaise bhi aajkal Adsense ka approval lena koi easy kaam nahi hai par utna hi tuff hai us adsense account ko safe rakhna yani disapprove hone se bachna.
Google adsense ka account apne aap me kisi badi property se kam nahi hai kyunki agar aap yaha google ki policy ko follow karte hue poori mehnat se kaam karte hai to google adsense se karodo ruppees kama sakte hai. Dunia me kayi webmasters or youtubers esa kar bhi rahe hai. Agar vo esa kar sakte hai to aap kyu nahi? Beshak aap bhi esa kar sakte hai but uske liye jaruri hai ki apko apni is property (google adsense account) ko safe rakha hoga yani ise disapprove ya disable hone bacha hoga.
To ayiye ab hum kuch ese hi reason jante hai jinke karan adesnse account disable ya disapprove ho jata hai.
Isliye agar hum adsence ki policy ko follow nahi karte hai ya use cheat karne ki koshish karte hai to ese me kabhi bhi humara Adsense account disapprove ya disable ho sakta hai.
Yaha kuch ese hi reasons bataye jaa rahe hai jo ki Google ki Adsense policy ke khilaph hai or jinke karan hi adsense account disapprove ya disable ho jata hai.
Ye Bhi Pade:-
# Adsense account approved karnae ki sabse best tricks
# SEO friendly article kaise likhe?
Iske alawa bhi kuch esi activites hai jo ki invalid click activity ke dayare me ate hai. Invalid click activity ke karan Google ke Advertisers ki cost bad jati hai jiske karan publishers ko nuksan hota hai. Isliye google esi activity ko bahut hi sakht hai or esi stithi me google apka adsense account disable kar sakta hai.
At Last:
To dosto ab aap jaan gaye honge ki Adesense account disapprove kyu hota hai? Isliye ye jaroori hai ki humesha google ki policy ko follow kare. Isse kabhi bhi apka adsense account disable nahi hoga. Agar apke man me is post se related koi sawal ya sujhav hai to aap hume comment jaroor kare.
Ye Bhi Pade:-
# Kam samay me ek successful blogger kaise bane?
# Apne passion ko ek successful business me kaise change kare?
# Shutterstock se online paisa kaise kamaye?
# Facebook Creators kya hai, isse paise kaise kamaye?

Adesense account disapprove kyu hota hai? |
Adesense account disapprove kyu hota hai?
Google Adsense policy voilation:
Dosto, adsense ki policy ko follow karke hi hum adsense account ko approve kara pate hai. Thik usi tarah approval milne ke baad bhi hume humesha iski policy ko follow karna hota hai or regular iske update ke bare me bhi aware rahna hota hai kyunki Google regular apni policy me changes karta rahta hai.
Isliye agar hum adsence ki policy ko follow nahi karte hai ya use cheat karne ki koshish karte hai to ese me kabhi bhi humara Adsense account disapprove ya disable ho sakta hai.
Yaha kuch ese hi reasons bataye jaa rahe hai jo ki Google ki Adsense policy ke khilaph hai or jinke karan hi adsense account disapprove ya disable ho jata hai.
1- Copyright content:
Jab bhi hum apne blog me kisi website ka content use karte hai to use google asani se track kar leta hai kyunki vo content google me pahle se hi indexed ho chuka hota hai or vo kisi or ki property hota hai. Thik isi tarah copyrighted Images ka use karne par bhi apka adsense account disable ho sakta hai.
2- Invalid traffic:
Agar apki website pe paid traffic aa raha hai jise apne paise dekar kharida hai to google ese traffic ko invalid traffic samajhta hai kyunki google nahi chahta ki aap apke blog par koi invalid traffic aaye bulki uski najar me organic traffic jyada accha hota hai.Ye Bhi Pade:-
# Adsense account approved karnae ki sabse best tricks
# SEO friendly article kaise likhe?
3- No Traffic:
kuch logo dwara adsense ka approval mil jane ke baad no traffic par bhi Adsense ke Ad laga diye jate hai. Isi sthiti me vo log website par adsense ke Ad to laga dete hai par isse google ko koi benefit nahi hota hai. Agar lambe time tak yehi sthiti rahti hai to google unka adsense account disapprove kar deta hai.4- Invalid click activity:
Agar aap apne blog par kuch esi activity karte hai jo ki google ki policy ke khilaph hai jaise- apne blog ke Ad par khud hi click karna ya kisi se esa karwana, robots ka use karke artificilay impression or Ads par click karwana, Apne Ad par bar- bar click karna ect.
Iske alawa bhi kuch esi activites hai jo ki invalid click activity ke dayare me ate hai. Invalid click activity ke karan Google ke Advertisers ki cost bad jati hai jiske karan publishers ko nuksan hota hai. Isliye google esi activity ko bahut hi sakht hai or esi stithi me google apka adsense account disable kar sakta hai.
5- Jyada Ad lagana:
Blog post me ek limit se jyada Ad lagana bhi adsense ke liye thik nahi hai. Isliye apko apne blog post ke ek page me sirf 3 text/display Ad hi lagaye, isse jyada nahi. Iske alawa aap ek hi page me 2 search box bhi ad kar sakte hai.6- Ad size:
Apke blog ke liye Ad size bhi ek bada important factor hai or iske liye bhi apko adsense ki policy ko follow karna hota hai. Matlab ye ki apko apne blog me Ad bhi adsense ke anusar selected size ke hi Ad lagane chahiye. Jaise ki apko costum ad nahi lagana hai kyunki custom ad ki vajah se blog ki loading speed kam ho jati. Isliye aap mostely 300x600 ya 300x250 size ke ad lagayenge to behtar hoga. Aap responsive ad bhi laga sakte hai. Isme koi issue bhi nahi hota hai.7- Unsupported Language:
Jis language par humne apna adsense approve karaya hai yadi baad me hum us language ke alawa kisi esi language me blogging karte hai jisko google support nahi karta hai to esi situation me google apke adsense account ko ban ya disable kar sakta hai. Isliye aap humesha google dwara supported language me hi blogging kare. Google dwara supported language ke bare me janne ke liye aap ise pade:- Adsense language supportAt Last:

0 Comments