Hello Friends, mobile phone ko lakar ham sabhi ki ek common problem humesha rahti hai ki jab humara phone discharge ho jata hai to hum sochte hai ki apne mobile phone ko fast charge kaise kare. Aapne dekha hoga ki jab bhi aap apne mobile phone ko charge karte hai to ise full charge hone me kafi time lag jata hai lagbhag 2 se 3 hours. Esi me agar hume mobile phone ko use karna pade to ya to hume ise jaldi hi charging se hatana padta hai ya ise charging ke samay hi use karna padta hai. Iske karan phone poori tarah se charge nahi ho pata hai.
To is problem ko kaise solve kare? Iske liye aap yeh post ko complete padiye. isme me apko kuch ese tips bataunga jisse aap apne mobile phone ko complete charge kar paoge voh bhi bilkul kam samay me.
Apne phone me Battery saving Mode On karne ke liye:- Setting>Battery>Battery Saver par jaye.
Jabki orignal charger ke sath esi problem nahi hoti hai kyunki orignal charger universal fitting ke sath ate hai. Iske alawa agar aap Laptop ya Power Bank ka use karte hai to isse se bhi mobile slow charge hota hai. USB 2 se sirf 2.5 Watt Power ati hai jabki Diwaar Slot se isse jyada power aati hai.
At Last:
To friends ye the mobile phone ko fast charge karne ke kuch behtareen tips jinse aap bhi apne mobile ko fast charge kar paoge.
Agar apko ye article accha laga ho to ise apne friends ke sath bhi share kare. Or apke koi sawal ya sujhav ho to hume comment karke jaroor bataye.
Thanks for visit here...
Ye Bhi Pade:
To is problem ko kaise solve kare? Iske liye aap yeh post ko complete padiye. isme me apko kuch ese tips bataunga jisse aap apne mobile phone ko complete charge kar paoge voh bhi bilkul kam samay me.
Mobile Phone ko Fast Charge Kaise kare- Top 7 Tips |
Mobile Phone Ko Fast Charge Kaise Kare?
1- Phone Ko Switch Off Kare:
Agar aap apne phone ko jaldi hi charge karna chahte hai to ye tarika sabse best hai, kyunki phone ko switch off kar dene se mobile ke sabhi application or functions bhi kaam karna band kar dete hai jiske karan mobile ki battery bilkul bhi kharch nahi hoti or ese me mobile ko lagatar charging milte rahne se phone jaldi hi charge ho jata hai. iske karan phone ko 100% full charge hone me jyada time nahi lagta hai.2- Airplane/Flight Mode On Kare:
Ye bhi bahut hi accha tarika hai jiske karan aap apne phone ko fast charge kar sakte ho. kyunki airplane/flight mode ko on kar dene se apka mobile kisi bhi prakar ke network signals ko catch karna band kar deta hai. Inhi network signals ko catch kerne ke karan mobile ki battery sabse jyada kharch hoti rahti hai kyunki ye kaam apka mobile har samay lagatar karta rahta hai. To agar aap chahe to agli baar apne mobile me kuch der ke liye flight mode on karke charge karne ki koshish kare.3- Battery Saving Mode On Kare:
Battery saving mode ko on kar dene par bhi phone ko fast charge kiya jaa sakta hai. Kyunki battery saving mode ek esa function hai jise on karne par yeh apke phone ke background me chal rehe Apps ki activity ko rokkar battery ko bachata hai. Aksar aapne dekha hoga ki jab bhi aap battery saver mode ko on karte hai to apke mobile ka screen resolution kama ho jata hai, ringtone ka sound kam ho jata hai etc. Us samay me apke mobile me kewal bahut hi jaroori function kaam karte hai or baki faltu running Apps. kam karna band kar dete hai.Apne phone me Battery saving Mode On karne ke liye:- Setting>Battery>Battery Saver par jaye.
4- Orignal Charger/Cable/Plug Use Kare:
Mobile charge karne ke liye humesha orignal charger/cable/plug ka hi use kare kyunki agar aap charge karne ke liye kisi local accessories ka istemal karoge to isse apke mobile phone ki battery dhire dhire kharab hone lagti hai or esi sthiti me mobile ki battery 100% charge to show ho jayegi par asal me vo complete charge nahi hoti hai. Jab aap apne mobile ko charge se hata dete hai tab aap dekhoge ki mobile ki battery kuch hi samay me phir se discharge hone lagi.Jabki orignal charger ke sath esi problem nahi hoti hai kyunki orignal charger universal fitting ke sath ate hai. Iske alawa agar aap Laptop ya Power Bank ka use karte hai to isse se bhi mobile slow charge hota hai. USB 2 se sirf 2.5 Watt Power ati hai jabki Diwaar Slot se isse jyada power aati hai.
5- Unwanted Features(Data, Bluetooth, GPS, WiFi) Off Kare:
Mobile Phone charge karte samay humesha Data, Bluetooth, GPS, WiFi adi features ko band hi rakhe kyunki inse phone ki battery kafi jyada khatm hoti hai or in features ko off rakhne se charging ke samay mobile jyada garam bhi nahi hoga.6- Clean Background Apps and Junk Files:
Mobile Phone ko charge lagane se pahle humesha mobile ko refresh kare or sabhi Background Apps and Junk Files ko clean kare. Esa karne se mobile ki RAM( Random Access Memory) kuch had tak khali ho jati hai kyunki running Apps charging ke samay battery ka bhi use karte rahte hai. Iskaran battery ko full charge hone me jyada time lagta hai.7- Charging Ke Samay Phone Use Na Kare:
Mobile charging ke samay kabhi bhi mobile ko use na kare kyunki esa karne se mobile ko milne wali power lagatar khatm hoti rahti hai jisse bhi mobile ko poori tarah se charge hone me kafi time lag jayaga. Isliye koshish kare ki pahle mobile ko compete charge kare or uske baad hi use kare.At Last:
To friends ye the mobile phone ko fast charge karne ke kuch behtareen tips jinse aap bhi apne mobile ko fast charge kar paoge.
Agar apko ye article accha laga ho to ise apne friends ke sath bhi share kare. Or apke koi sawal ya sujhav ho to hume comment karke jaroor bataye.
Thanks for visit here...
Ye Bhi Pade:
Mobile Phone ki Battery Life kaise badaye?
Mobile ko Slow Ya Hang Hone se Kaise Bachaye?
Business ke Liye Copyright, Trademark or Patent Kyu Jaroori Hai?
Top 20 Best Business Ideas for Everyone
Mobile ko Slow Ya Hang Hone se Kaise Bachaye?
Business ke Liye Copyright, Trademark or Patent Kyu Jaroori Hai?
Top 20 Best Business Ideas for Everyone
1 Comments
Thanks for this nice article. it is very important for me Hindi InfoTech
ReplyDelete