Hello friends, aaj is post me hum baat karenge ki Facebook Creators Studio kya hai | Facebook se Paise Kaise Kamaye? Jis tarah se youtube ek video sharing platform hai or jaha se aap apne videos ko monitize karke paise bhi kama sakte hai thik isi tarah facebook ne bhi abhi kuch samay pahle esi hi ek new service ko launch kiya hai jise facebook creators ke naam se jana jata hai.
Facebook Creators App kya hai?
Facebook Creators, Youtube ki tarah hi ek new video sharing platform hai. Yeh ek aisa platform hai jaha par koi bhi person apne interest ke anusar video banakar upload kar sakta hai or un videos ko monitize karke unpar facebook Ad chalakar paise bhi kama sakta hai.
Jaisa ki aap sab jante hai ki facebook ek world famous social site hai or ispar jo bhi content share kiya jata hai use poori dunia me dekha jata hai kyunki vartmaan me facebook ke users ki sankhya lagbhag 200 karor ho chuki hai. Isliye facebook ki yeh new service video creators ke liye bahut hi profitable hone wali hai, or yaha par paise kamane ki unlimited sambhawana hai.
Yeh application facebook profile ya Fb page rakhne wale video creators ke liye hai or jaha apko ye suvidhaye milegi jo ki is prkar hai-
Ye Bhi Pade:
# Shutterstock Pe Online Photo Sell karke Paise Kaise kamaye?
# Copyright Free Image Download Kaise Kare?
Facebook Creators ko join karne ke liye aap nimn steps ko follow kare:-
Step- 1 Sabse pahle aap apne Internet Browser ko open kare or address bar me "www.facebook.com/creators/join" type karke search kare.
Step- 2 Ab apke samne facebook creators website open ho jayegi. Yaha par aap Top Left side me diye gaye join button par click kare.
Step- 3 Iske baad next page me aap Step- 1 ke liye aap "Sign in with facebook" option par click kare.
Step-4 Iske baad aap step by step option follow karte hue apni jarurat ke anusar sahi sahi jankari bharte jaye.
Step- 5 Jab apki sari step complete ho jayegi to apke samne ek page open hoga jisme yeh badhayi sandesh hoga- "Congratulations! You're In" . Yani ki facebook creator is programme me apka swagat karta hai or ab aap facebook creators community ke member ban gaye hai.
Ab baat ati hai ki Facebook Creator par kaam kaise karenge?
To iske liye apko apne mobile me facebook creators app download karna hoga. Yeh app is time android and ioS dono hi version me uplabdh hai.
facebook creators app download karne ke liye isi page me "Get the app" wala option diya gaya hai. Yaha se apko niche do option milenge-
1- Download for ioS
2- Download for Android
Inme se aap apne mobile system ke anusar app download kare. app successfully install hone ke baad ise open karke apni facebook ID or password dalkar log in kare. Iske baad apke samne yeh app open ho jayega, jaha se aap apne facebook page page par video uplaod kar sakte hai, followers or sabhi post kiye content or videos ke total views ki history bhi dekh sakte hai. Iske alawa is App ke bottom part me kuch options diye hote hai jnhe hum step by step samjhte hai-
Jab ye App open ho jayega to yaha home page me sabse upar apke banaye hue page ka naam or logo show hoga. Uske niche pichle saven deys ka status show hoga jisme apke followers ki sankhya or video watch time bhi show hoga. Uske niche apke dwara share ki gayi post show hoti hai. Last me sabse niche kuch options bhi diye hote hai jinki madad se aap apne app ko manage kar sakte hai.
No. 1- me Home button diya gaya hai. yaha sa aap upar bataye hue sabhi points ko check kar sakte hai.
No. 2- me ek Bail Icon diya gaya hai jaha se aap apne page ke sabhi notifications ko check kar sakte hai.
No. 3- me Ek Plus ka icon diya hua hai jaha se aap apni new post ko share kar sakte ho.
No. 4- me message ka icon diay hua hai. yaha se aap apne facebook ke sath hi messenger or instagram ke messages bhi ek hi inbox me check kar sakte ho.
No. 5- me apko analytics ka icon diya hua hai jaha se aap apne Fb page ka analytics(vishleshan) kar sakte ho.
At Last:
To Dosto ye thi jankari facebook ke bare me jisme apne ye jana ki Facebook Creators Studio kya hai | Facebook se Paise Kaise Kamaye? Agar ye article apko achha laga ho to ise apne friends ke sath share jaroor kare. Agar apke koi sujhav ya sawal ho to hume comment karke jaroor bataye. Apke ye amulye sujhav hume or or bhi behtar karne me madad karte hai.
Thanks for visit here.
Ye bhi pade:
Jaisa ki aap sab jante hai ki facebook ek world famous social site hai or ispar jo bhi content share kiya jata hai use poori dunia me dekha jata hai kyunki vartmaan me facebook ke users ki sankhya lagbhag 200 karor ho chuki hai. Isliye facebook ki yeh new service video creators ke liye bahut hi profitable hone wali hai, or yaha par paise kamane ki unlimited sambhawana hai.
Facebook Creators ki Visheshtaye-
Facebook Creators Application ek aisi service hai jisse apko video banane, live telecast karne, apni video insight dekhne or apne fens ke sath sahabhagi hone me madad milti hai.Yeh application facebook profile ya Fb page rakhne wale video creators ke liye hai or jaha apko ye suvidhaye milegi jo ki is prkar hai-
1- Live Creative Kit- Iske dwara aap apne live telecast ko or bhi jyada accha bana sakte hai or videos ko parichay, samapan, custom frame, sticker adi ke saath or bhi majedar bana sakte hai.
2- Community Tab- Is aap ke dwara aap apne facebook, instagram or messenger ko ek hi inbox me manage kar sakte hai.
3- Insight- Yaha se aap apne Fbpage, audiance or video pradarshan se sambandhit insight explore kar sakte hai.
4- Inspiration Feed- yaha se aap us dusri creator samagri ka pata laga sakte hai jise apke fans abhi dekh rehe honge.
Ye Bhi Pade:
# Shutterstock Pe Online Photo Sell karke Paise Kaise kamaye?
# Copyright Free Image Download Kaise Kare?
Facebook Creators pe kis type ke video share kare?
Dosto, agar app yaha poori planning ke sath ek best format me video tayyar karte hai to jyada audiance ko protshit karne me madad milegi. isse apke fans dubara vapas aane ke chances bad jate hai. Iske liye yaha kuch sujhav diye gaye hai jinke dwara aap apne video ko behtar pradarshan ke liye tayaar kar sakte hai.1- Kaisa Video Banaye- Aap aisa video banaye jo logo ke liye anokha, saral, vyavharik(practical), suprised karne wala lage.
2- Comedy Video- Aap yaha comedy video banakar bhi khoob hansa sakte hai. Aise video chote hone ke bavjood jyada pasand bhi kiye jaate hai.
3- Vlog- Dosto, Vlog se matlab aap logo ko apni lifestyle, dincharya adi ke baare me bata sakte hai or logo ko upyogi jankari de sakte hai.
4- Live Video- Aap live video ke dwara apne fans ke sath live Question and Answer kar sakte hai.
5- Pratibha Pradarshan(Talent Demonstration)- Agar aap kuch aisa karne me mahir hai ya aap jo kuch bhi jante hai use yaha dikhaye or Audiance ko apne talent se protsahit kare.
6- Animate Video- Darshako(audiance) ko apni khud ki banayi hui 3D ya sachitra Animation video banakar bhi dikha sakte hai.
7- Live Game streaming- Yaha aap video game khelte hue apne video game ka action Live Streaming bhi karke dunia ko dikha sakte hai.
Facebook Creators kitna revenue deta hai?
facebook bhi youtube ki hi tatrah 55:45 percent ke anupat me revenue share karta hai. Matlab ye ki apke video par hone wali kamayi ka 55% hissa apko milega or baki 45% hissa facebook khud rakhega. Yani ki yaha par bhi youtube ki tarah hi accha revenue milega.Facebook Creators ko join kaise kare?
Agar apke paas pahle se hi Facebook Profile ya Page hai to iske dwara aap Facebook Creators join kar sakte hai. Facebook Page banane ke liye apko ek facebook profile ki jarurat hogi. Isliye aap sabse pahle facebook profile banaye uske baad ek Fb Page bhi bana lijiye. Agar apke paas pahle se hi koi Fb Page hai to aap use Page Setting>Page Edit>Video Creator par jakar Video Creator Page me badal sakte hai. Is tamplete se ye sunishchit hoga ki apke video, page ke samne or bich wale hisse me hai. Isse apke fans un video ko asani se search kar sakenge.Facebook Creators ko join karne ke liye aap nimn steps ko follow kare:-
Step- 1 Sabse pahle aap apne Internet Browser ko open kare or address bar me "www.facebook.com/creators/join" type karke search kare.
Step- 2 Ab apke samne facebook creators website open ho jayegi. Yaha par aap Top Left side me diye gaye join button par click kare.
Step- 3 Iske baad next page me aap Step- 1 ke liye aap "Sign in with facebook" option par click kare.
Step-4 Iske baad aap step by step option follow karte hue apni jarurat ke anusar sahi sahi jankari bharte jaye.
Step- 5 Jab apki sari step complete ho jayegi to apke samne ek page open hoga jisme yeh badhayi sandesh hoga- "Congratulations! You're In" . Yani ki facebook creator is programme me apka swagat karta hai or ab aap facebook creators community ke member ban gaye hai.
Ab baat ati hai ki Facebook Creator par kaam kaise karenge?
To iske liye apko apne mobile me facebook creators app download karna hoga. Yeh app is time android and ioS dono hi version me uplabdh hai.
facebook creators app download karne ke liye isi page me "Get the app" wala option diya gaya hai. Yaha se apko niche do option milenge-
1- Download for ioS
2- Download for Android
Inme se aap apne mobile system ke anusar app download kare. app successfully install hone ke baad ise open karke apni facebook ID or password dalkar log in kare. Iske baad apke samne yeh app open ho jayega, jaha se aap apne facebook page page par video uplaod kar sakte hai, followers or sabhi post kiye content or videos ke total views ki history bhi dekh sakte hai. Iske alawa is App ke bottom part me kuch options diye hote hai jnhe hum step by step samjhte hai-
Jab ye App open ho jayega to yaha home page me sabse upar apke banaye hue page ka naam or logo show hoga. Uske niche pichle saven deys ka status show hoga jisme apke followers ki sankhya or video watch time bhi show hoga. Uske niche apke dwara share ki gayi post show hoti hai. Last me sabse niche kuch options bhi diye hote hai jinki madad se aap apne app ko manage kar sakte hai.
No. 1- me Home button diya gaya hai. yaha sa aap upar bataye hue sabhi points ko check kar sakte hai.
No. 2- me ek Bail Icon diya gaya hai jaha se aap apne page ke sabhi notifications ko check kar sakte hai.
No. 3- me Ek Plus ka icon diya hua hai jaha se aap apni new post ko share kar sakte ho.
No. 4- me message ka icon diay hua hai. yaha se aap apne facebook ke sath hi messenger or instagram ke messages bhi ek hi inbox me check kar sakte ho.
No. 5- me apko analytics ka icon diya hua hai jaha se aap apne Fb page ka analytics(vishleshan) kar sakte ho.
At Last:
To Dosto ye thi jankari facebook ke bare me jisme apne ye jana ki Facebook Creators Studio kya hai | Facebook se Paise Kaise Kamaye? Agar ye article apko achha laga ho to ise apne friends ke sath share jaroor kare. Agar apke koi sujhav ya sawal ho to hume comment karke jaroor bataye. Apke ye amulye sujhav hume or or bhi behtar karne me madad karte hai.
Thanks for visit here.
Ye bhi pade:
# Online paise kamane ke Top 5 tarike
# E book kya | E book se paise kaise kamaye
# Top 20 Best Business Ideas in Hindi 2018

3 Comments
bahut he badiya article likha hai apne.
ReplyDeleteThanks Rovin Bro apke support ke liye.
DeleteNice dude will follow
ReplyDelete