Hello friends, kya aapko photography ka shouk hai or kya aap bhi apne DSLR ya mobile camera se acchi quality ke photo lene me mahir hai? To beshak aap apne photos ko online sell karke accha khasa paisa kama sakte ho. Isliye Aaj hum is post me baat karenge ki Online Photo Sell Kaise Kare and Shutterstock Contributor Account Kaise Banaye?
Iske alawa aap dusra tarika bhi use kar sakte hai. jo is prakar hai-
STEP-1 internet browser me jakar address bar me submit.shutterstock.com type karke search kare. Ab apke samne shutterstock contributor ki website open ho jayegi. Yaha aap Get Started par click kare.
Agar apke paas DSLR camera nahi hai tab bhi aap apne mobile camera se high quality ke photos click kar sakte ho. Vaise aaj ke sabhi mobile me acchi quality ke camera hote hai jinse aap bhi high quality ke photos kheench sakte ho or un photos ko online sell karke lakho ki kamayi kar sakte ho. To ayiye jante hai ki aap apne photos ko online kaha sell kar sakte ho.
Online Photo Kaha Sell Kare?
Online photo sell karne ke kai sare platform hai jaise ki Shutterstock.com, Adobe.com, SmugMugPro.com, istockphoto etc. In sabhi websites ki policy alag alag hoti hai. Isliye inke dwara diya jane wala revenue bhi alag alag hota hai. Is post me mai apko Shutterstock website ke bare me batane wala hu. Online photo sell or purchase karne ke mamle me Shutterstock poori duniya me sabse jyada popular website hai, kyunki yaha par daily lakho visitors aate hai or apni icchanusar kisi bhi type ki image or video clip search karke purchase kar sakte hai.
Shutterstock website par aap images ke alawa video clip, illustration, vector bhi upload kar sakte ho. Ab baat karte hai ki shutterstock hume apni images or video clip par kitna revenue deta hai.
Ye website apne contributors ko images or video clip par alag alag revenue deti hai Jaise:-

- Shutterstock par apki lifetime earning agar 0- 500 $(dollar) tak hai to aapko apni ek image download hone par 0.25$ revenue milega.
- Agar apki lifetime earning 500-3000$ tak hai to apko apni ek image download hone par 0.33$ milega.
- Agar shutterstock par apki lifetime earnnig 3,000-10,000$ ho jayegi tab apko ek image download hone par 0.36$ revenue milega.
- Isi tarah lifetime earning 10,000$ ho jane par apko 0.38$ revenue milega.
- Thik isi tarah shutterstock aapki ek video clip download hone par apko 30% revenue deta hai.
Shutterstock Account Kaise Banaye?
Shuttersctock Contributor account banane ke liye aap mere is refrel (linkhttps://submit.shutterstock.com/?ref=192555728) ka use bhi kar use sakte hai.Iske alawa aap dusra tarika bhi use kar sakte hai. jo is prakar hai-
STEP-1 internet browser me jakar address bar me submit.shutterstock.com type karke search kare. Ab apke samne shutterstock contributor ki website open ho jayegi. Yaha aap Get Started par click kare.
STEP-2 Apke samne ek page open hoga jisme apko apni kuch detail bharni hai jaise:-
Sabse upar wale first column me aap apna Full Name type kare.
Uske baad niche wale column me aap apne account ka jo bhi naam dikhana chahte hai vo naam type kare. Aap chahe to apna orignal name bhi rakh sakte hai.
Uske baad agle box me apka Email address type kare.
Next column me aap apne Email Id ka password type kare.
Iske baad aap niche diye gaye check box par click kare. Yaha right ka nishan hona jaroori hai.
Iske baad Last me Next button par click kare.
STEP-3 Iske baad shutterstock apko ek email send karega apka email address verify karne ke liye. To ab apko apni email id open karna hai or inbox me jakar shutterstock wala email open karke us email me likhe hue Please click here to verify your email text par click karna hai. Iske baad aap vapas shutterstock par pahunch jaoge.
STEP- 4Is step me apke samne ek page open hoga jiske do part honge Residential address or Mailing address. Iisme apko apni address information bharni hai. jaise ki-
No. 1 me apki country type kare.
No. 2 and 3 me apka ghar ka local address type kare.
No. 4 me apka City Name type kare.
No. 5 me apke area ka Pincode No. type kare. Ap apne area ka Pincode No. Google par search karke bhi dekh sakte hai.
No. 6 me apke state ka naam type kare.
No. 7 me apka phone no. type kare.
Iske baad yadi aap apna Residential address or Mailing Address dono same rakhna chahte hai to niche diye gaye check box par click kare or last me Next button par click kare.
STEP- 5Is step me apko apni identity verify karne ke liye apni koi si bhi Govt. ID ki full size image upload karni hogi. Iske liye aap apna Passport, Driving Licence, Adhaar Card ya Voter Id adi me se kisi ek ki image upload kar sakte hai. Yaha Image file upload karne ke liye Choose file par click kare. Iske baad ek or page open hoga jisme aap Continue par click kare.
STEP- 6 Ab jo page open hoga usme aap Upload images par click kare.
STEP- 7Ab screen ek messaage milega jisme likha hoga "Thanks, your email has been verified!". Yani ki ab apka email address verity ho chuka hai or ab apko bas two steps or clear karni hai. jiske baad apka shutterstock contributor account completely ban jayega. Iske liye aap Next button par click kare.
STEP- 8Is step me ek aapko phir se apko apna Resindential address or Mailing address check karna hoga. Yadi apko isme kuch change karna ho to kar sakte hai. Last me Next button par click kare.
Iske baad apke samne Shutterstock contributor ka Dashboard open hoga. Congratulation, ab apne apna Shutterstock contributor ka account successfully bana liya hai. Ab aap apni photos yaha upload kar sakte ho. Ab apka account Three Month tak ke liye under Review me ragega.
At Last:
To friends, is post me humne jana ki "Online Photo Sell Kaise Kare or Shutterstock Contributor Account Kaise Banaye" Apko ye article kaisa laga. or yadi apko iisse kuch help mili ho ya apke kuch sujhav ya sawal ho to aap hume comment karke jaroor bataye or is post ko apne dosto ke saath share karen taaki unhe bhi ye jankari prapt ho sake.
Thanks for visit here.
Ye bhi pade-
# Shutterstock par Images upload kaise kare
# Online Paise Kamane Ke TOP 5 Powerful Tarike
# Top 20 Best Business Ideas For Everyone
# Facebook Creators App Kya Hai, Isse Paise Kaise kamaye

2 Comments
Thanks for a very interesting blog. What else may I get that kind of info written in such a perfect approach? I’ve a undertaking that I am simply now operating on, and I have been at the look out for such info. brisbane website photography
ReplyDeleteThanks Sir for appriacte me
ReplyDelete