Hello friends, Agar aap internet ka use karte hai to Google Adsense ke bare to jante hi honge. Kisi bhi blog ya website ke liye Adsense bahut hi shandar jariya hai online earning karne ka. Vaise agar aap online paise kamana chahte hai to apko Google Adsense ke bare me jarur pata hona chahiye. Isliye is article me hum baat karenge ki Google Adsense kya Hai or ye kaam kaise karta hai.
Adsense ki shuruat saal 2003 me hui thi, tab se ye duniya ka sabse bada Ad network bana hua hai. Ye advertiser or publisher ke keech me kaam karta hai. Matlab ye adviertiser ke Ads ko publishers ke platform(website, blog, youtube) par show karata hai.
Isse sabko (Google, Advertiser or publishers) ko fayada hota hai. Yani isse teeno ko kamai hoti hai. Poori duniya me lagbhag 11.1 million se bhi jyada websites Google Adsene ka Ad network use karti hai.
Adsense ek aisa platform hai jispar advertisers apne products ka Ad show kara ke apne product ki publicity(prachar) karte hai or in dono ke kaam ko asaan banata hai contant creator yani publisher jo ki koi website, blog ya Youtube channel ho sakta hai. Ye publishers Google Adsense ka use karte hue apne contant par un Ads ko show karane ka kaam karte hai jo ki kisi advertisers ne Google ko diye hai. Is tarah in teeno ko fayeda ho jata hai.
Vaise Adsense ke alava or bhi kayi Ad networks internet par moujud hai jinme Chitika, Media.net, Bidvertiser, Infolinks, Revenuehits adi hai. Par Adsense inme se sabse jyada popular hai kyunki ye sabse jyada revenue bhi deta hai.
Jis tarah se aap T.V. me Ad dekhte hai usi tarah jab aap internet ka use karte hai tab apko kisi na kisi website or video me beech beech me Ad dekhne ko milta hai. Inme se jyadatar Ads Google Adsense ke hi hote hai.
Dosto aajkal jyadatar log T.V. ki jagah internet ka use karte hai to ese me advertisement ka roop bhi badal gaya hai. Ab internet ke har ek platform par apko kisi na kisi type ke Ads dikhai de jayenge.
Jyadatar websites ya blog online paisa kamane ke liye Google Adsense ka hi use karti hai. Online earning karne ke liye publishers ki sabse pahli choice Adsense hi hai. Isi tarah advertisers ki bhi pahli pasand Adsense hi hai.
Ye bhi pade:
# Google Adsense account disapprove kyu hota hai?
# Adsense account approved karane ki best tricks?
# SEO friendly blog post kaise likhe?
# Blogpost publish karne ke baad kya kare?
Ab ye kamayi kaise hoti hai. Iske liye CPC ko jante hai. CPC yani Cost Per Click. Yani Google Adsense CPC par adharit hai.
Jab bhi koi advertidser apne Ads google Adsense ko show karane ko deta hai to iske liye vo advertiser apna ek budget fix karta hai. Us budget ke andar kuch keywords pe hone wale ek click par cost fix ki jati hai. Yani CPC ki rate keywords par depand hoti hai.
Ayiye Isko or asan tarike se samajhte hai.
Man lijiye koi advertiser Google Adsense ko apne product ka Ad show karane ke liye 10& ka budget fix karta hai. Is doran use Google ko ye bhi batana hoga ki vo Ek click ke kitne paise dega. Iske liye vo advertiser kuch keywords par CPC nirdharit karta hai. Yani agar kisi keyword par CPC .10$ fix ki gayi hai to us 10$ ke budget me 100 click hone tak us advertiser ke ad show honge.
To ayiye jante hai adsense policy ke bare me-
Jyada jankari ke liye aap Google ki Adsense Policy ko pad sakte hai.
At Last :
To dosto ye thi jankari ki Google Adsense kya hai or ye kaam kaise karta hai. Apko ye jankari kaisi lagi hume comment karke jarur bataye or aise hi jankari pane ke liye aap humare is blog ko subscrirbe kare.
Thanks for visit here....
Ye bhi pade:-
# Http and https kya hai?
# Image optimization kya hai?
# Kam samay me ek successful blogger kaise bane?
# Copyright free images download kaise kare?
Google Adsense Kya Hai, Ye kaam kaise karta hai? |
Google Adsense kya hai?
Google Adsense google dwara banaya gaya ek Ad network programme hai jo ki kisi bhi digital content platform jaise blog, website, andriod app or yaha tak ki youtube video par bhi advertisement show karta hai. In advertisement ko google dwara maintain or sorted kiya jata hai.Adsense ki shuruat saal 2003 me hui thi, tab se ye duniya ka sabse bada Ad network bana hua hai. Ye advertiser or publisher ke keech me kaam karta hai. Matlab ye adviertiser ke Ads ko publishers ke platform(website, blog, youtube) par show karata hai.
Isse sabko (Google, Advertiser or publishers) ko fayada hota hai. Yani isse teeno ko kamai hoti hai. Poori duniya me lagbhag 11.1 million se bhi jyada websites Google Adsene ka Ad network use karti hai.
Adsense ek aisa platform hai jispar advertisers apne products ka Ad show kara ke apne product ki publicity(prachar) karte hai or in dono ke kaam ko asaan banata hai contant creator yani publisher jo ki koi website, blog ya Youtube channel ho sakta hai. Ye publishers Google Adsense ka use karte hue apne contant par un Ads ko show karane ka kaam karte hai jo ki kisi advertisers ne Google ko diye hai. Is tarah in teeno ko fayeda ho jata hai.
Vaise Adsense ke alava or bhi kayi Ad networks internet par moujud hai jinme Chitika, Media.net, Bidvertiser, Infolinks, Revenuehits adi hai. Par Adsense inme se sabse jyada popular hai kyunki ye sabse jyada revenue bhi deta hai.
Jis tarah se aap T.V. me Ad dekhte hai usi tarah jab aap internet ka use karte hai tab apko kisi na kisi website or video me beech beech me Ad dekhne ko milta hai. Inme se jyadatar Ads Google Adsense ke hi hote hai.
Dosto aajkal jyadatar log T.V. ki jagah internet ka use karte hai to ese me advertisement ka roop bhi badal gaya hai. Ab internet ke har ek platform par apko kisi na kisi type ke Ads dikhai de jayenge.
Jyadatar websites ya blog online paisa kamane ke liye Google Adsense ka hi use karti hai. Online earning karne ke liye publishers ki sabse pahli choice Adsense hi hai. Isi tarah advertisers ki bhi pahli pasand Adsense hi hai.
Ye bhi pade:
# Google Adsense account disapprove kyu hota hai?
# Adsense account approved karane ki best tricks?
# SEO friendly blog post kaise likhe?
# Blogpost publish karne ke baad kya kare?
Adsense kaam kaise karta hai?
Jaisa ki mene pahle hi bataya hai ki Google Adsense ek Ad network company hai. Ye advertisers se Ad lekar unhe apne publishers ke platform par show karata hai. Isse Google or publishers ko kamayi hoti hai.Ab ye kamayi kaise hoti hai. Iske liye CPC ko jante hai. CPC yani Cost Per Click. Yani Google Adsense CPC par adharit hai.
Jab bhi koi advertidser apne Ads google Adsense ko show karane ko deta hai to iske liye vo advertiser apna ek budget fix karta hai. Us budget ke andar kuch keywords pe hone wale ek click par cost fix ki jati hai. Yani CPC ki rate keywords par depand hoti hai.
Ayiye Isko or asan tarike se samajhte hai.
Man lijiye koi advertiser Google Adsense ko apne product ka Ad show karane ke liye 10& ka budget fix karta hai. Is doran use Google ko ye bhi batana hoga ki vo Ek click ke kitne paise dega. Iske liye vo advertiser kuch keywords par CPC nirdharit karta hai. Yani agar kisi keyword par CPC .10$ fix ki gayi hai to us 10$ ke budget me 100 click hone tak us advertiser ke ad show honge.
Isi tarah jab koi un keywords par show hone wale ads par click karta hai to use ek click par .10$ revenue milega. Is prakar sabhi advertisers alag alag keywords par CPC rate fix karte hai or isi ke anusar publishers ko per click ka paisa milta hai.
Adsence ki Policy:
Google ne apne adsense programme ko use karne ke liye kuch rules and regulationse bhi banaye hai jise Adsense policy kahte hai. Is policy ke anusar koi bhi user adsense ka account bana sakta hai or use approved karake adsense se paise kama sakta hai.To ayiye jante hai adsense policy ke bare me-
- Adsense ka account banane ke liye user ki age 18+ honi chahiye.
- Ek user apne naam se kewal ek hi adsense account bana sakta hai.
- Apne blog/website par Ads show karane ke liye apko pahle adsense ka approval lena hoga.
- Adsense user ko apne content(text, audio, video) me copyright material use nahi karna hai.
- Kisi bhi content creator ko invalid click activity nahi karni hai
- Apke blog/website par invalid traffic nahi ana chahiye.
- Apko apne blog/website par proper tarike se hi ad placement karna chahiye.

0 Comments